Monday, April 18, 2011

Zara Si dil mein de jagah tu Song Lyrics

Zara Si dil mein de jagah tu
zara sa apna le bana
Zara sa khawbon mein saja tu
Zara sa yaadhon mein basa

Mein chahun tujhko
Meri jaan bepaanah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepaanaha

wooow O oo O O

Zara Si dil mein de jagah tu
zara sa apna le bana
Zara sa khawbon mein saja tu
Zara sa yaadhon mein basa

Mein tere mein tere
Kadmon mein rakh du yeh jahan
Mera ishq deewangi

Hai nahi hai nahi
Ashiq koi mujhsa tera
Tu mere liye bandagi

Mein chahun tujhko
Meri jaan bepaanah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepaanaha

Zara Si dil mein de jagah tu
zara sa apna le bana
Zara sa khawbon mein saja tu
Zara sa yaadhon mein basa

Keh bhi di keh bhi de
dil mein tere hai jo chupa
Khwaish jo hai teri

Rakh nahi rakh nahi
Parda koi mujhse aye jaan
Kar le tu mera yakin

Mein chahun tujhko
Meri jaan bepaanah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepaanaha

wooow O oo O O


From : Bollywood Songs Lyrics and Videos

Mein jab bhi jahan bhi Song Lyrics

[Jo khwabon khayalo mein socha nahi tha
Tune mujhe itna pyaar diya]2

Mein jab bhi jahan bhi
kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujhpe saaaya kiya

Haan tu hai 2
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaddon mein tu
Iraado mein tu hai

Koi bhi esha lamha nahi hai
jismein mere tu hota nahi hai
mein so bhi jau mein raaton mein lekin
Tu hai ki mujhe mein sota nahi hai 2

[Haan tu hai 2
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaddon mein tu
Iraado mein tu hai 2]2

Hai teri inayat
tujhhse mili hai
hoton mein mere hasin
jo khili hai
Usse mera chehra chupa bhi na paaye
Tujhe pake hasil hui jo khushi 2

Haan tu hai 2
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaddon mein tu
Iraado mein tu hai

Jo khwabon khayalo mein socha nahi tha
Tune mujhe itna pyaar diya]
Mein jab bhi jahan bhi
kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujhpe saaaya kiya

[Haan tu hai 2
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaddon mein tu
Iraado mein tu hai 2]2


From : Bollywood Songs Lyrics and Videos

Mein jab bhi jahan bhi Song Lyrics

[Jo khwabon khayalo mein socha nahi tha
Tune mujhe itna pyaar diya]2

Mein jab bhi jahan bhi
kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujhpe saaaya kiya

Haan tu hai 2
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaddon mein tu
Iraado mein tu hai

Koi bhi esha lamha nahi hai
jismein mere tu hota nahi hai
mein so bhi jau mein raaton mein lekin
Tu hai ki mujhe mein sota nahi hai 2

[Haan tu hai 2
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaddon mein tu
Iraado mein tu hai 2]2

Hai teri inayat
tujhhse mili hai
hoton mein mere hasin
jo khili hai
Usse mera chehra chupa bhi na paaye
Tujhe pake hasil hui jo khushi 2

Haan tu hai 2
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaddon mein tu
Iraado mein tu hai

Jo khwabon khayalo mein socha nahi tha
Tune mujhe itna pyaar diya]
Mein jab bhi jahan bhi
kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujhpe saaaya kiya

[Haan tu hai 2
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaddon mein tu
Iraado mein tu hai 2]2


From : Bollywood Songs Lyrics and Videos

Door na jaa Song Lyrics

Tera chehra meri aankhon
mein basa Rehne de
Khud ko thoda sa kanhi
mujh mein bacha rehne de
Door na ja ,door na ja
Door na ja…
door na ja.. 2

Aajke baad mera safar tanhah hai
Aur tere saath ka bhi akhir yeh lamha hai
[Aur kuch deer mujhe 2
Khud se juda rehne de ]2

Door na jaa
door na jaa 2

Abb kahin jake mere dil ko ye
lagta hai
yaar ki baahon mein meri jannat ka jahan
basta hai
[Aur kuch deer mujhe 2
in mein bandha rehne de ]2

Door na jaa
door na jaa 2

Char dino ka Pyaar o Rabba Songs Lyrics

[Char dino ka Pyaar o Rabba
Lambi judai lambi judai ]2

Tere bin dil mera lage kahin na
Tere bin jaan meri jaye kahin na
Kitne zamane baad o rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya

[Khoya raha mein saason mein apne
Aahat bhi teri bhool gaya mein
Kitna jeeya hoon Tanha raho hoon
Ishq tera bhool gaya hooon]2

Uljha raha mein is zindagi mein
Dil ki duhai dil ki duhai

Tere bin dil mera lage kahin na
Tere bin jaan meri jaye kahin na
Kitne zamane baad o rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya

Kithe mein jau
O O

Har bebasi mein
Is zindagi ne
Tujhko hi chaha
Tujhko hi manga

Jin raston se guzra yeh dil tha
Manzil mili na Pyaar na paya

Har bebasi mein
Is zindagi ne
Tujhko hi chaha
Tujhko hi manga

Jin raston se guzra yeh dil tha
Manzil mili na Pyaar na paya

Khud ko chupake rahon se guzre
Dil ko sambhle dil ko sambhle

Tere bin dil mera lage kahin na
Tere bin jaan meri jaye kahin na
Kitne zamane baad o rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya